ab banaayaa hai use apnaa khuda
hujjat-e-roz-e-qayamat kar chuke
Sheikhji apni karaamar kar chuke
maan ahesaan ke nahiin dekha iidhar,
jitni kar sakte, who rahemat kar chuke.
ab banaayaa hai use apnaa khuda
sau dafaa jiski shiqayat kar chuke
khwaab ke tukde uthaa lo,chal pado.
Ayesha woh to mohabbat kar chuke
![]()
![]()