Assorted Sher
Yun bhigna kyun achanak kisine chhod diya?
ke ham to ruk na sakey the kabhi baraste hue.
Harek lab pe baat aaj Ayesha thi ke,
Kisi ne dekh liya hai kisiko haste hue
![]()
Woh shay ke dono jahan men kahin sama na sakey,
yeh kya ke boz ek harfka utha na sakey!
Woh apni dastan kaheta rahaa, kahetaa hi gaya,
ham apna naam bhi poora use bataa na sakey.
![]()
Aasman ki ibteda se waqt ke anjaam taq
le nikalti hai surragen ek uske naam taq
![]()
![]()